AJNABEE << zurück

TEXTE

von Samina Akbar

Meri Zindagi Mein Ajnabee 

Na Chaand Ka Na Taaron Ka
Na Phoolon Ka Na Baharon Ka
Na Nazaron Ka Na Isharon Ka
Na Apno Ka Na Begaano Ka
Meri Zindagi Mein Ajnabee Ka Intezaar Hai
Main Kya Karoon Ajnabee Se Mujhe Pyaar Hai
Woh Ajnabee Jaana Pehchaana
Sapno Mein Uka Hai Aana Jaana
Aa Ajnabee Tere Liye
Dil Yeh Mera Bekaraar Hai

Khushbon Ki Gali Mein In Hawaon Ne Dekha 
Maine Chehra Uska Dilkash Fizaon Mein Dekha
Oh Bekhayal Karta Hai 
Oh Bada Deewana Hai
In Labon Ka Pyaasa Hai
Dil Ka Aashiqana Hai 
Bekhayal Karta Hai 
Oh Bada Deewana Hai
In Labon Ka Pyaasa Hai
Dil Ka Aashiqana Hai 
Woh Ajnabee Jaana Pehchaana
Sapno Mein Uka Hai Aana Jaana
Aa Ajnabee Tere Liye
Dil Yeh Mera Bekaraar Hai
Meri Zindagi Mein Ajnabee Ka Intezaar Hai
Main Kya Karoon Ajnabee Se Mujhe Pyaar Hai

Ab To Uske Liye Hi Raat Bhar Jaagti Hoon
Aye Gadiyaan Milan Ki Yeh Dua Maangti Hoon
Oh Jaaneman Mohabbat Mein Faasla Zaroori Hai
Dhadkane Yeh Kehti Hai Chaar Din Ki Doori Hai 
Jaaneman Mohabbat Mein Faasla Zaroori Hai
Dhadkane Yeh Kehti Hai Chaar Din Ki Doori Hai 
Woh Ajnabee Jaana Pehchaana
Sapno Mein Uka Hai Aana Jaana
Aa Ajnabee Tere Liye
Dil Yeh Mera Bekaraar Hai
Meri Zindagi Mein Ajnabee Ka Intezaar Hai
Main Kya Karoon Ajnabee Se Mujhe Pyaar Hai
Main Kya Karoon Ajnabee Se Mujhe Pyaar Hai
Woh Ajnabee Jaana Pehchaana
Sapno Mein Uka Hai Aana Jaana
Aa Ajnabee Tere Liye
Dil Yeh Mera Bekaraar Hai
Meri Zindagi Mein Ajnabee Ka Intezaar Hai
Main Kya Karoon Ajnabee Se Mujhe Pyaar Hai

© copyright http://www.theinder.net/ 2003